In all-purpose flour, gradually add water mixture and knead a smooth dough,cover and let it rest for 15 minutes.
Divide dough into two equal parts,coat in dry flour and roll out with the help of rolling pin.
Cut the dough into desired shape with knife.
In wok,heat oil and fry until golden.
Garam pani mein cheeni,namak aur ghee dal dein,cheeni ghul janay tak ache tarhan whisk ker lein aur side per rakh dein.
Maida mein thora thora ker ka water mixture daltay jayein aur ghond ker smooth dough tayyar ker kein,dhak ker 15 minutes kliya rakh dein.
Dough ko do baraber ka pieces mein divide ker lein,dry atta mein coat ker ka rolling pin ki madad sa bail lein
.
Knife ki madad sa desired shape mein cut ker lein.
Karhai mein oil garam ker ka golden hunay tak fry ker lein.