Once done remove the burnt layer carefully and then mashed the pulp with fork. Set aside.
In a pan add oil and when hot add cumin seeds. After a while add onions, GGP & 2 green chilies and when changes the color to light gold add tomato.
Mix well and when is about to dry, then adding all spices (salt, chili powder & turmeric) and then add mashed pulp of aubergine. Mix well so all masalas/spices infused in pulp
Once mixed well and oil leaves the corner add remaining green chilies (whole or chopped is choice) and coriander and simmer for 2-3 mins.
Serve Hot.
Dhulay aur khushk baigan ko stove ki aanch pe rakh ke senk lein. Yahan tak uska chhilka jal jaye.
Uske baad uska chhilka nikal dein and baigan ko kaante ki madad se mash karlain aur alag rakh dein.
Ab ek pan main oil shamil karein is main zeera daal ke kar karaye phir piyaz, ggp aur 2 hari mirch daal ke piyaz ka rang halka sunhera hone tak
akaye. Is main tamatar shamil karein.
Jab bilkul halka pani reh jaye to is main masalay shamil karein aur phir baigan shamil karke achi tarah mix karein.
Jab tel kinare chhor dein to ismain baqi hari mirch aur taza dhania shamil kar ke 2-3 min ke liye dump e rakh dein.
Garam serve karein.